Paypal Kya He ? Paypal Pe Account Kaise Create Kare ?

        Paypal Ka Neme Sayad Aapne Suna He Hoga To Aaj Pura Janle Ke Paypal Kya He ? Paypal Pe Account Kaise Banate He? Paypal Ka Use Aaj Kal Bahut Jyada Ho Raha He. So Agar Aap Internet User's He, Online Earning Karte He Ya Karna Chahte He To Yeah Jankari Aapke Liye Jaruri He. Ya Fir Sirf Jankari Ke Liye He Janle Ke Paypal Kya He? Paypal Pe Account Kaise Create Kare ? Paypal Account Ko Verify Kaise Kare ?

Paypal Kya He? What Is Paypal ?

          Paypal Ek International Wallet He. Payapl Trusted & Popular wallet He. Jaise Paytm India Ka wallet He. Paytm Me Hum Rs Ka Transaction Kar Sakte He, Paytm Account Main Se Online Shopping Kar Sakte Ya Fir Koi Bhi Online Transaction Kar sakte He. Bas Isi Taraah Paypal International Wallet He. Jiski Help se Other Countries Se Dollor Ka Transaction Kar sakte, Ek Payapl Se Dusre Paypal Pe Money Transaction Kar sakte, Aaj Internet Me Bahut Sari Website Aaisi He Jo Online earning Ka Mouka Deti He Or Payment Paypal ke Throw Karti He So Paypal account Jaruri He. 

           Paypal Me Transaction Dollar ($) Me Hota He. Hum Paypal Me $ Recive Karte He Baad Me Other PayPal Account Main Send Kar sakte, Online Payment kar Sakte Ya Fir Bank account Me Receive Kar sakte. Payapl $ ko Rs Me Convert Kar Ke Bank account Me Send Kar Deta He toah Aap Samaj Gaye Hoga Ke Paypal Kya He Or Yeah kya kya kaam Karta He. Ab Iske Liye Aapko.Paypal Me Account to create karan Padega To Ab Jante He Paypal Pe Account Kaise Create Kare?

How To Make PayPal account?

         Sabse Pehle Aapko Paypal Ke Official Website Pe Jana He. So Apne Mobail Ya Pc Me Search Kare www.paypal.com website Oapn Hone Ke Baad Sing Up For Free Pe Click Kare Fir Apna Gmail Or Password Daal Ke continues Kare. Ab Next Form Opan Hoga Yaha Pe Apna Full Neme, Address, Country, State, city, Pin code, Mobail number etc Details Submit kare now Your Paypal account Is Ready !!

        Paypal account Create Kaise Kare Practically Live Jankari ke Liye Yeah Video Dekhe Click here https://youtu.be/52t62WfqXew

How To Verify PayPal account?

         Paypal account Sirf Create Karne Se Kaam Pura Nahi Jata Apko Paypal account ko Verify Karna Padta He. Tabhi Aap Paypal Me Money Recive -Send Or Bank Me Transfer kar Sakte He Is Liye paypal account ko Verify karna Jaruri He. So aap Yeah Video Dekhe Jisme Aapko Paypal account Live Verify karke Dikhaya Gaya He Jise Aap Jaldi Se Samaj Jaoge or PayPal Account ko Verify kar payege Video link https://youtu.be/riotW9xQ6mE 

      So Friend's aap ne thik Se Post Read kiya he or video ko dekhlege to 100% Aapko Paypal ke puri Jankari mil jayegi or aapko PayPal Pe koi problem nahi Hogi so aapko post kaise lagi jarur comment kare. Agar koi Question He To Comment Kar sakte or Share karna na Bhule

Must Watch This

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post